01 April 2006

Ajnabi - song of the weekend

I heard this song Ajnabi by a Pakistani band Aaroh.
The highlight of this song is Guitar. Listen for
yourself how they ROCK this song with guitar.

Aaroh - Ajnabi.mp3


Find the guitar tabs for the song here.

1 Visitors shared their thoughts:

.:: ROSH ::. said...

Song : Ajnabi
Band : Aaroh

Kabhi, Kabhi, mujhay na janay kyon
Lagtay ho tum.......Ajnabi

Ajab sa hai mere tumharay beech
Kabhi kuch hai.....kabhi nahin

Kabhi itnay kareeb, ke jal jaaen
Kabhi itnay ho door,
keh aankhen taras jaaen


Kabhi, Kabhi, mujhay na janay kyon
Lagtay ho tum.......Ajnabi

Main samandar main hoon, kinara do
Saath chalna hai toh.....
koi toh ishaara...do

Kabhi, Kabhi, mujhay na janay kyon
Lagtay ho tum.......Ajnabi

Kabhi, Kabhi, mujhay na janay kyon
Lagtay ho tum.......Ajnabi

Ajab sa hai mere tumharay beech
Kabhi kuch hai.....kabhi nahin

Ajab sa hai mere tumharay beech..hmm...